Tuesday, 22 October 2013

Ek Lamhe me

It become intolerable now then he raised his voice again.

Ek lamhe me hi bhul gayi wo salo ki bate,
Thod diya har sapno ko,
Chod diya is apne ko..
Ek lamhe me hi bhul gayi wo salo ki bate,
Mita gayi wo lakire hatho se
hata gayi wo badal sapno ke
Ek lamhe me hi bhul gayi wo salo ki bate,
Kissa ab ye mashhur hoga,
Dil thoda h ab toh dard jarur hoga..
Hogi numayis ab Isq ki,
Sareaam ab firse mohhabt badnam hoga..
Ek lamhe me hi bhul gayi wo us ahsash ko
Ek lamhe me hi bhul gayi wo hr aadhure-pure jajbat ko
Ek lamhe me hi bhul gayi wo mujhe,mere pyar ko..
Ek lamhe me hi ab ji li maine jindgiya kai,
Ek lamhe me hi ab humne pa li hr khushiya nai,
Ek lamhe me hi ab ho gayi sari aarzoo puri,
Ek lamhe me ab rakha kya h jina kya jab jindgi lage na
Ek lamhe sa bhi Jaroori .
Ek lamhe me hi bhul gayi wo salo ki bate.

No comments:

Post a Comment